कुल पेज दृश्य

बुधवार, 7 अक्तूबर 2020

सलिल के प्रति

Kumar Rajesh
संजीव वर्मा 'सलिल' के प्रति 
7 अक्तूबर 2011 ·
*
Ankho ka anjan hai,
Maathe ka chandan hai,,
Mitra tumhara vandan hai,
Shat-Shat abhinandan hai,,
Abhinandan hai abhinandan hai,,1
Krishna-Sudama bandhan hai,
Hriday se hriday ka spandan hai,,
Mitra tumhara vandan hai,
Shat-Shat abhinandan hai,,
Abhinandan hai abhinandan hai,,2
Nand-Yashoda nandan hai,
Har daal Kadamb ki kundan hai,
Mitra tumhara vandan hai,
Shat-Shat abhinandan hai,,
Abhinandan hai abhinandan hai,,3
Man se man ka ranjan hai,
Sukh-dukh ka avalamban hai,,
Mitra tumhara vandan hai,
Shat-Shat abhinandan hai,,
Abhinandan hai abhinandan hai,,4
Kanak sa kanchan hai,
Saras subodh prabhanjan hai,
Mitra tumhara vandan hai,
Shat-Shat abhinandan hai,,
Abhinandan hai abhinandan hai,,5

कोई टिप्पणी नहीं: