कुल पेज दृश्य

रविवार, 16 मई 2010

एक गपशप / चैट चर्चा:



















एक गपशप / चैट चर्चा:

शायर अशोक : 
नमस्ते सर जी , फुर्सत के पल, ब्लॉग पे
मेरी नई रचना पढियेगा : http://shayarashok.blogspot.com/
"शैतानों की हुकूमत में  हर रोज़ इंसान मरता है
भ्रष्टाचार की दलदल में माँ  का  दम   घुटता है"



मैं: avashya...
ShaYar: ji shukriya
मैं: divyanarmada.blogspot.com par nayee rachna padhiye, buzz par bhee hai...

 6:19 PM बजे रविवार को प्रेषित
ShaYar: aapki rachna ke hum to diwaane  , sir ji.....buzz per khaasker aapko hi  padhne jaate hain.....
मैं: buzz par kyon? divyanarmada par padhariye...follow kariye...comment kariye...likhye bhee...

ShaYar: ji bilkul
abhi hi follow kerta hoon
 6:23 PM बजे रविवार को प्रेषित
मैं: aapmen likhne kee kshamata hai par rachna ko man men der tak pkne den kachcha he n chhap den.. kabhee-kabhee lagta hai ki aap dobara vahee baat kahenge to behtar tareeke se kahenge. aisa hm sabke sath hota hai.

ShaYar: ji
मैं: kabhee-kabhee main bhee aisee hiee bhool kar jata hoon fir pachhtata hoon.
main apne baad kee peedhee ke rachnakaron men aapmen sambhavna dekhta hoon.
ShaYar: ji
6:26 PM बजे रविवार को प्रेषित
मैं: sahityashilpee par 'kavya ka rachnashastra' lekhmala dekhiye. use poora padhiye aur fir 'urdoo sahitya men alnkar' sheershak se har alankar ke udaaharan khoj kar lekh mala divya narmada ke liye likhiye.mehnat ka kaam hai par aap men salaahiyat hai...kar sakte hain.
 6:28 PM बजे रविवार को प्रेषित
ShaYar: ji sir ji.........namaste.

namaskar
**********.  



कोई टिप्पणी नहीं: